Wo Samaa Ajab tha, Tab Zamaana Gajab tha..
Jab Bahon me kisi apne ka ehsaas ba-adab tha....
Aaaj yaad aten hain wo pal, Kambakht tab ye Ishq ka jazba kahan tha!
Aaj Chaand chahe Adhura hai.. Par Aapka khayaal hume pura hai!
Kash aap aaj humaare pas hote, to shaayd Chaand sa pura lagta..
Shaayd yehi khuda ki marzi hai..Jo Aaaj Tanhaaai kaa aalam hai,
Arey Janam beet jayen to kya, tab bhi ae dilrubaa, Tujhsa nahi koi Zaalim hai!!
:::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::::
No comments:
Post a Comment